Monday, June 6, 2011

Mann uth gaya...


A dil chal ab yahan se.
mann uth gaya is jahan se.
jo thay kal tak saath saath, 
abh woh baithay hain kisi aur ke paas.
abh unko nahi hai fikar,
hum jeeye ya marein.
yaad kar ke hum thak gaye per 
un tak aawaz na sunayi di humari
lagta hai dil ka darwaaz 
bandh kar ke baithay hain 
kisi khaas ke saath.