Monday, June 6, 2011

kal tak nindh se...



kal tak nindh se 
jaag te thay khud...
abh unke khayal aake 
jaga jate hain 
nindh se hume.
itna yaad karte hain 
toh saamne kyun nahi 
aate milne ke liye.