Thursday, September 1, 2011

CHHATRI...

Mausam-e-barsaat kya hui
mohabbaton ki galiyon mein
ashiqon ki bheed ho gayi.
kitne ashiq baithay hain
bin barsaat ke
khol ke chhatriyaan.
do kabutaron ki tarah
gutar guu karte hue.
waah re neeli chhatriwale
yahan bi teri chhatri
kaam aa gayi.