Tuesday, May 10, 2011

LAMBI AAHEIN...




Jo kal tak humko dekh kar 
Bharte thay lambi aahein.
Aaj hain kisi aur ki
Zulfon ki chhaon mein.
Humare nayno se kajal chura kar
Sajaa diya uski aankhon mein.
Dard-e-dil ka haal aisa hai, 
Pyaar mein pal bhar ki khushi mili, 
Gham zindagi bhar ka 
Diya hai yaad karne ke liye yaar ne...