vidaata
ne aisi kalam se
meri
kismat likhi
jis mein siyai nahi thi.
jis mein siyai nahi thi.
mujhe
bana ne wale ne
is
kader banaya ke
uske
paas waqt kam tha,
isliye
koi rang roop nahi diya.
rabh ji
ki itni maherbaani thi
ki dil
moom ka banaya.
pyaar
aur mamta ka
amrut
sagar bhar diya.
waah re
mere malik,
tera
lakh karam mujh par.
hazaron
kamiya sahi mujh mein par
aurat
bana kar maa ki murat bana diya..