kyun hain Yeh shaher ke log itne ulhje hue se..
kyun hain inke maathe pe itni shikanje..
kyun hai subah se raat tak
yeh itne laachar aur pareshaan se..
Inne zindagi ki keemat kyun nahi hai.
Naa DAUD KHAYALI GORE PER..
Naa apne jeevan ke kuch khushi ke pal kam kar.
NAA rondh dusre ki khushiyaan apni chahat per.
zara dusron ka bi dard mehsus kar,
inke bi hain apne ghar.
yeh bi to chal rahe kisi na kisi ke sangh..
phir yeh shehar ke log,
itne ulhje hue kyun hain har waqt..
inke bi hain apne ghar.
yeh bi to chal rahe kisi na kisi ke sangh..